Tuesday, 25 May 2010

Current Play List (Hindi)

Dil Ibadat – KK – Tum Mile

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun,
Tujhko Main Kar Loon Hasil Lagi Hai Yahi Dhun.
Zindgi Ki Shakh Se Loon Kuchh Hasin Pal Le Chun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loon Hasil Lagi Hai Yahi Dhun
Zindgi Ki Shakh Se Loon Kuchh Hasin Pal Le Chun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Jo Bhi Jitne Pal Jeeyu
Unhe Tere Sang Jeeyu
Jo Bhi Kal Ho Ab Tera Use Tere Sang Jeeyu
Jo Bhi Saanse Main Bharoo Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Hona Rasta Use Tere Sang Chalu

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Mujhko De Tu Mit Jaane
Ab Khudse Dil Mil Jaane
Kyu Hai Yeh Itna Fasla....
Lamhe Yeh Phir Naa Aane
Inko Tu Naa Le Jaane
Tu Mujh Pe Khudko De Loota.....
Tujhe Tujhse Tod Loo Kahi Khudse Jod Loo
Mere Jism O Jaan Main Aa Teri Khusboo Odh Loo

Jo Bhi Saanse Main Bharoo Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Jo Hona Rasta Use Tere Sang Chalu

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

Bahoon Main De Bas Jaane
Sine Main De Chhup Jaane
Tujh Bin Main Jaaunga Kaha????
Tujhse He Mujhe Ko Paane Yaado K Woh Nazrane
Ek Jinpe Haq Ho Bas Mera

Teri Yaado Main Rahoo
Tere Khwabo Main Jagoo
Mujhe Doondhe Jab Koi
Teri Aankho Main Milu

Jo Bhi Saanse Main Bharoo
Unhe Tere Sang Bharoo
Chahe Joho Rasta Use Tere Sang Chalu

Dil Ibadat Kar Raha Hai
Dhadkane Meri Sun
Tujhko Main Kar Loo Hasil Lagi Hai Yahi Dhun

 

Bheegi Si Bhaagi Si - Mohit Chauhan, Antara Mitra – Raajneeti

aayi meri subah haste hasate
boli aake tere liye sandesa hai
haan hai

jaagi aankhon ko bhi sapna milega
koi khushi aane ka bhi andesa hai
haan hai

aa haan
gulabi si subah
aa haan
sharaabi si hawa

bheegi si bhaagi si
mere baazuon mein samaye
jogi si jaagi si
koi prem dhun wo sunaye

bheegi si bhaagi si
mere baazuon mein samaye
jogi si jaagi si
koi raam dhun wo sunaye

raahen waahen bole baatein rumaani
aao baitho suno baatein kahaani hai
haan hain

taazi taazi lage hum ko rozana
teri meri baatein yun to puraani hai
haan hai

aa haan
khayalon se pale
aa haan
ye zindagi chale

bheegi si bhaagi si
mere baazuon mein samaye
jogi si jaagi si
koi prem dhun wo sunaye

bheegi si bhaagi si
mere baazuon mein samaye
jogi si jaagi si
koi raam dhun wo sunaye

meri aankhon ki syaahi
piya deti har gawaahi
mein pyaasi thi niraasi
tu pani ki surahi

meri aankhon ki syaahi
piya deti har gawaahi

tujhe dekha to khila hoon
teri chahat mein dhula hoon
mile mandir mein khuda yoon
mein to tujh mein yun mila hoon

meri aankhon ki syaahi
piya deti har gawaahi
meri aankhon ki syaahi
piya deti har gawaahi

aa haan
dhoonde na ab koi…
aa haan
main khoya tu khoyi…

bheegi si bhaagi si
mere baazuon mein samaye
jogi si jaagi si
koi prem dhun wo sunaye

bheegi si bhaagi si
mere baazuon mein samaye
jogi si jaagi si
koi raam dhun wo sunaye…

 

Mora Piya - Aadesh Shrivastava, Shashi, Rosalie Nicholson – Raajneeti

Piyaa aaa
Piya Mose
Piyaa aaa

Mora Piya
Mora Piya
Mora Piyaaaaaa
Piyaa
Mora Piyaaaaaa
Aaaaa
Manat nahi
More Piya
Mora Piyaaaaa

Mora Piya mose bolat nahi
Mora Piya mose bolat nahi

Dwaar jiya ke
Ohhh
Dwar jiya ke
kholat nahi
Mora Piya mose bolat nahi
Mora Piya mose bolat nahi

Darpan dekhoo roop niharoo
Ohhh Darpan dekhoo roop niharoo
Aur solah sringar karoon

Aaaa
Phir najariya baitha bairi
Kaise aankhiyan char karoon

Koi jatan ab..
hoo Koi jatan ab
Kaam na aaye
Use kachu sohat nahi

Mora Piya mose bolat nahi
Mora Piya mose bolat nahi

Humri ek muskan pe woh to
Haan Humri ek muskan pe woh to

Apni jaan lutata tha
Jag birake aathon pahriya
Mohri hi gun gata tha
Bhagayi kya
ho bhagayi ka koi suatan okhar
Mula kachu bawat nahi

Mora Piya mose bolat nahi
Mora Piya mose bolat nahi

Dwaar jiya ke
Ohhh
Dwar jiya ke
kholat nahi

Mora Piya mose bolat nahi
Mora Piya mose bolat nahi

 

Ibn-E-Batuta - Sukhwinder Singh & Mika – Ishqiya

Ibn-e-batuta
Bagal mein joota
Ibn-e-batuta
Bagal mein joota

Pehene to karta hai jurmmmm
Udh udh aaave, daana chugee aa aa
Udh udh aaave, daana chugee aa aa

Udh jaave chidiya phuurr

Ibn-e-batuta
Bagal mein joota

Pehene to karta hai jurmmmm
Udh udh aaave, daana chugee aa aa
Udh udh aaave, daana chugee aa aa

Udh jaave chidiya phuurr
Phuurr

Ibn-e-batuta
Ibn-e-batuta

Agale Mod PE MAut Khadi hai
Aree Marne Ki Bhi Kya Jaldi hai

Ibn-e-batuta
Agale Mod PE MAut Khadi hai
Aree Marne Ki Bhi Hayee Kya Jaldi hai

Horn Bajake Aa Bagiyan mein
hoo hoo Durghatna se Deer Bhali hai
chal ud ja ud ja Phhurrr phhurrrr

Ibn-e-batuta
Bagal mein joota
Pehene to karta hai jurmmmm
Udh udh aaave, daana chugee aa aa
Udh jaave chidiya phuurr

Ibn-eeee-e-e--e-e-e-e-e-e-e--batuta
Ibn-eeee-e-e--e-e-e-e-e-e-e--batuta

Dono Taraf se bajti hai yeh
Aaye Haaye Zindagi Kya dholak hai
Dono Taraf se bajti hai yeh
Aaye Zindagi Kya dholak hai

Horn Bajake Aa Bagiyan mein
Aree Thoda aage Gatirodhak hai

Are chal chal ud ja ud ja phurr phurr
Ibn-e-batuta
Bagal mein joota

Pehene to karta hai jurmmmm
Udh udh aaave, daana chugee aa aa

Udh jaave chidiya phuurr
Phuurr

 

Tu Hi Haqeeqat - Javed Ali - Tum Mile

Tu hi haqeeaqat
Khawwb tu
Dariya tu hi
Pyaas tu
Tu hi dil ke beqarari
Tu sukun Tu sukun

Jau mein ab jab Jis jagah
Pau mein tujhko
Us jagah
Saath ho ke na hoon
Tu hai roobaru Roobaru
Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera

Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera

Aa tujhe in bahon mein bharke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho to lage hai
Aata jata har pal ajeeb

Is jahan hai, hai aur na hoga
Mujhsa koi bhi kushnaseeb
Tune mujhko dil diya hai
Mein hoon tere sabse kareeb
Mein hi to tere dil main hoon
Mein hi to saason mein basu
Tere dil ki dhadkano mein
Mein hi hoon Mein hi hoon

Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera

Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera

Kab bhala ab yeh waqt guzre
Kuch pata chalta hi nahi
Jab se mujhko tu mila hai
Hosh kuch bhi apna nahi

Uff yeh teri palkein ghani si
Chao in ki hai dilnasheen

Abb kise dar dhoop ka hai
Kyun ki hai yeh mujhpe beechi

Tere bina na saans loo
Tere bina na main jeu
Tere bina na ek pal bhi
Reh saku Re saku

Tu hi haqeeaqat
Khawwb tu
Dariya tu hi
Pyaas tu
Tu hi dil ke beqarari
Tu sukun Tu sukun

Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera

Tu Humsafar
Tu Humkadam
Tu Hamnava Mera

 

Behene De - Karthik, Mohamed Irfan – Raavan

Arrey aankh se boondh gira koi, chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara, sehra ki pyaas buja zara
Umeed ko aag laga zara, sehra ki pyaas buja zara
Gan itna baras ke galne lagun main paani ke upar tarne lagun
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Sharrt lagi hai marr jaane ki, jeena hai to pyaar mein
Deha kahin bhi ho mera, jaan rakhi hai yaar mein
Beh ja, beh ja, hai sagar ka kehna
Beh ja, beh ja, hai nadiya ko behena
Patte se tapakti boondh ki awaaz sunayi di thi
Nadiya mein tapak kar gum ho jayo
Beh gayo beh gayo, jo reh gayo reh gayo
Beh gayo beh gayo, jo reh gayo reh gayo
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Mera pal pal ang ang bar diya, tune jaan pe junoon sa kar diya
Mera hai kya jo main haar doon, jaan teri hai tujhpe vaar doon
Doob gaye jo suna hai saare tere dere aate hain
Dil ke chulu mein bechaare dubkiyan ghote khaate hain
Beh ja, beh ja, chal tod kinare ko
Beh ja, beh ja, dhar le majdhare ko
Chingari udha ke raakh se ik boondh gira ke aankh se
Chalne ke ishaara kar gaya, kar gaya, kar gaya
Sab bhar gaya, bhar gaya
Kar gaya kar gaya, sab bhar gaya bhar gaya
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Oo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

 

O Meri Jaan – KK – Tum Mile

Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se

Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se

Na tum ho bewafaa
Na mein bhi hun
Phir bhi hain hum judaa
Main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan

Tere bin jo din aaya
Kaate na woh kat paaya
Kami teri khal si jaati hai
Tere bin jo shaam aayi
Badi dil ki tanhai
Meri aankhen bhar si jaati hain

Kuch tum mujhse khafa
Kuch main bhi hun
Hai kya iski wajah
Main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan

Tujhe dil se tha chaaha
Tu hi toh na mil paaya
Khushi mujhko chal si jaati hai
Mere tu tha sarmaaya
Tujhe paaka na paaya
yahi baatein chubh si jaati hain

Tanhaa teri tarah haan main bhi hun
Donon hain gamzadaa main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan